maa
-
-
-
-
-
ks. metakrilik asit
-
-
taare zameen par soundtrack şarkılarından bir tanesi. filme en iyi şarkı sözü ödülünü kazandırmıştır.
main kabhi batlata nahin
par andhere se darta hoon main maa
yun to main, dikhlata nahin
teri parwaah karta hoon main maa
tujhe sab hai pata, hai na maa
tujhe sab hai pata, meri maa
bheed mein yun na chodo mujhe
ghar laut ke bhi aa naa paoon maa
bhej na itna door mujhko tu
yaad bhi tujhko aa naa paoon maa
kya itna bura hoon main maa
kya itna bura meri maa
jab bhi kabhi papa mujhe
jo zor se jhoola jhulate hai maa
meri nazar dhoondhe tujhe
sochu yahi tu aa ke thaamegi maa
unse main yeh kehta nahin
par main seham jaata hoon maa
chehre pe aane deta nahin
dil hi dil mein ghabraata hoon maa
tujhe sab hai pata hai naa maa
tujhe sab hai pata meri maa
main kabhi batlata nahin
par andhere se darta hoon main maa
tun to main, dikhlata nahin
teri parwaah karta hoon main maa
tujhe sab hai pata, hai na maa
tujhe sab hai pata, meri maa
ingilizce çevirisi için: http://www.taarezameenpar.com/track5.htm
şarkının kendisi için: http://fizy.com/#s/2ybppx -
shankar mahadevan'ın güzel sesiyle ödüller almış iç titreten şarkı.
-
(bkz: mehmet ali aydınlar)
-
ks. mathematical association of america
ekşi sözlük kullanıcılarıyla mesajlaşmak ve yazdıkları entry'leri
takip etmek için giriş yapmalısın.
hesabın var mı? giriş yap